Skip to main content

Mausam Shayari | Sard Mausam Shayari | Romantic Mausam Status | Mausam Quotes in Hindi

Mausam Shayari
Mausam Shayari



sard mausam shayari



Dard Me Koi Mousam Pyara Nahi Hota,
Dil Ho Pyasa To Pani Se Gujara
Nahi Hota.
Koi Dekhe To Humari Bebasi,
Hum Sabhi K Ho Jate
Hain Par Koi Humara Nahi Hota.



romantic mausam status



Mausam Ko Mausam Ke Baharon Ne Luta,
Kashti Ko Saahil Ke Kinaron Ne
Luta.
Tum To Darr Gaye Ek Hi Kasam Se,
Humein To Tumhari Kasam
De Kar Hazaron Ne Luta.



romantic mausam status



Kab Tak Door Bhagoge Ek Din To Baat Honi Hai
Khushbu Ki Bhawron Se
Mulakat To Honi Hai
Tadapkar Kar Yun Na Roko Apni Mohabbat Ko

Pyaar Ke Mausam Ki Barsat To Honi Hai



ठंडी पर शायरी



Manjar Bhi Benoor The

Aur Fizayein Bhi Berang Thi,

Tumhari Yaad Aayi Aur

Mausam Suhana Ho Gaya.



ठंडी पर शायरी



Dard-Dard Me Koi Mausam Pyaara Nahi Hota

Dil Ho Pyaasa To Pani Se Guzaara Nahi Hota

Koi Dekhe To Hamari Bebasi

Ham sabhi Ke Ho Jate Hai

Par Koi Hamaara Nahi Hota..



mast barish shayari



Jab Jab Aata Hai Yah Barsat Ka Mausam ,

Teri Yad Hoti Hai Sath Hardam,

Es mausam Me Nahi Karege Yad Tujhe Yah Socha Hai Humne,

Par Fir Socha Ki Barish Ko Kese Rok payege Hum.




romantic mausam status



Jo Aana Chaho Hajaro raste ,

Na Aana Chaho To hajaro Bhane,

Mijaj e Beraham Mushkil Rasta,

Barsti barish Aur Khrab Mausam



Comments

Popular posts from this blog

Lovely Shayari in Hindi | लव Shayari इन हिंदी | हिंदी लवली शायरी | रोमांटिक लव शायरी

Lovely Shayari in Hindi Lovely Shayari Kisi ko aankho ki palkon par na baithne do, Waha to sirf sapne basa karte hain, Bithana hai to bithao dil mein usko, Kyunki yaha sirf or sirf apne basa karte hain. Lovely Shayari Sehami si nigaho mein hum khawab jaga denge, aapki Suni si raaho mein hum phool bicha denge, Humare sang muskura kar toh dekhiye jara, Hum aapka har gham chutkiyo mein bhula denge. love shayari in hindi Tum dil se hame yu pukara na karo, Yu tum hame mehfil mein ishara na karo, Door hai tumse ye majburi hai hamari, Tum tanhaiyon mein yu tadpaya na karo. love shayari in hindi Kya mangu khuda se tumhe paane ke baad, Kiska karu intezaar zindagi main tere aane ke baad, Kyu pyar mein jaan luta dete hai log, Mujhe maloom hua tumhe apna banane ke baad. love shayari in hindi Wafa Na Kar Paun To Naraz Mat Hona, D...

100+ याद शायरी कोट्स |100+ Yaad Shayari Quotes in Hindi in Urdu and 4 lines 2 lines

Yaad Shayari Yaad Shayari hichkiyan dilakar uljhan badha rahe ho, aankhein band hai phir bhi nazar aa rahe ho, itna bata do hamein yaad kar rahe ho, ye sirf apni yaad dila rahe ho. Yaad Shayari Hum dekhte hai use jo na dekhe hame, Hum chahte hai use jo na chahe hame, yahi aadat rahi sada zindagi mein hamari, Hum yaad rakhte hai use jo bhul jate hai hame. Yaad Quotes agar jawab doge to baat karenge, nahi doge to intezaar karenge, dosti ki hai aapse isliye marte dam tak, aap ko har pal yuhi yaad karenge. yaad status Suraj pass ho na ho, Roshni aas-pas rehti hai, Chand paas ho na ho, Chandni aas-pas rehti hai, Waise hi aap paas ho na ho, aapki Yaadein hamesha paas rehti hai. yaad status Hawa Ke Jhoko Ka Hisab Kya Rakhna, Jo Bit Gaya Use Yaad Kya Rakhna, Bas Yahi Soch Kar Muskura Diye Hum, Ki Apni Udasi Se Dusro Ko...