![]() |
| Bewafa Shayari |
Bewafa Shayari
Lamha-lamha ye waqt gujar jayega,
Pal do pal mein ye safar yuhi kat
jayega,
Abhi waqt hai to do chaar baatein kar lo,
Kaun jaane
kab zindagi mein koi aur aa jayega.
Bewafa Shayari
Hum ne to jaan luta di pyar mein,
Mehboob ne hi dhokha de diya hume,
Hum ne to khushiyan maangi thi,
Usne zindagi bhar kaa gham de
diya.
Bewafa Shayari
Yeh kya naam du iss deewangi ko,
Dil ki bechainiya tadapane lagi
hai,
Bata kya kahu iss rawanagi se,
Jo pal-pal mujhe bulane
lagi hai.
Bewafa Shayari
Zanaza mera uth raha tha,
fir be takleef thi unko aane mein,
Bewafa ghar mein baithe puch rahe the,
Or kitni dair hai use
dafnane mein.
Bewafa Shayari
गैर जो ले बोसा तुम्हारा तो तुम्हे बुरा नहीं लगता,
हमसे गले मिलने में
भी तुम्हे तकलीफ होती है,
दिल के पन्नों पर तेरे नाम लिखे थे मैंने,
जबसे की है तूने बेवफाई तबसे मेरी तहरीर रोती है.
Bewafa Shayari
Sab Kuch Mila Bus Khudai Ke Siwa,
Zindagi Bahut Pasand Aayi Ruswai
Ke Siwa,
Meri Chahat Ka Ehsaas Bhi Na Hoga,
Uski Har Adaa
Pasand Aayi Bewafai Ke Siwa.
Bewafa Shayari
Chaha tha jise use bhulaya na gaya,
Zakhm dil ka logo se chupaya na
gaya,
Bewafai ke baad bhi itna pyar karta hai dil unse,
Ki
bewafai ka ilzaam bhi uss par lagaya na gaya.
Bewafa Shayari
Pathar ki pooja kar baithe hum nadan the,
uski aadat, uski Fitarat
se anjaan the,
waqt ne hamko khilona bana diya yaro,
warna hum
bhi kabhi kisi ki jaan the.
Bewafa Shayari
Pyaar Kar Ke Use Dil Se Mitana Muskil Tha,
Wo Tufaan Palko Mein Rok
Pana Muskil Tha,
Asaan Laga Use Yaad Kar Ke Mar Jana,
Kyuki
Bhool Ke Use jee Pana Muskil Tha.
Bewafa Shayari
Ajeeb shaqs tha kaisa mizaj rakhta tha,
Sath reh kar bhi ikhtilaf
rakhta tha,
Mohabbat to use thi kisi aur se shayad,
Hum se to
yuhi hansi mazak rakhta tha.
Bewafa Shayari
Kya Gila Kare Ham Unse Bewafai Ka,
Ham Khud Hi Laye The Mausam
Tanhai Ka,
Wo To Milo Door chale gaye The Hamse,
Ham Hi Picha
Karte Rahe Unki Parchayi Ka.
Bewafa Shayari
Khuda Ne Kaash Mohabbat Banayi Na Hoti,
Toh Aaj Iss Tarah Hamare
Pyar Ki Ruswayi Na Hoti,
Kaash Unke Dil Mein Zara Si jo Wafa Hoti,
To Iss Tarah Mere Sath aaj Bewafai Na Hoti.
Bewafa Shayari
Sab Kuch Mila Bas ek Khudai Ke Siwa
Zindagi Bohat Pasand Aayi
Ruswayi Ke Siwa,
Meri Chahat Ka Ehsaas Bhi Na Hoga use,
Uski
Har Adaa Pasand Aayi Bewafayi Ke Siwa.
Bewafa Shayari
Na-jaane kyu khayal aata hai mujhe,
Jaise aaj se pehle kahi dekha
hai tujhe,
bus kuch palo’n ki hi baat ho jaise,
tanha Chod ke
chal diya tha tu mujhe.
Bewafa Shayari
ek Pal Ka Ehsaas Bankar Aate Ho Tum,
Dosre Hi Pal Khawab Bankar Ud
Jate Ho Tum,
Jante Ho Ki Lagta Hai Dar Tanhaiyo se,
Phir Bhi
Baar-Baar Tanha Chod jaate ho Tum.
Bewafa Shayari
Hath se hath chudane lage ho,
Mujhko pathar ka banane lage ho,
Zara thehro mein yakeen to kar loon,
Tum mujhe chod ke jaane
lage ho.
Bewafa Shayari
Use kehna maje mein hai hum,
Bas zara yaade satati hai,
Uski
doori ka gum nahi mujhe,
Bus zara aankhie bheeg jati hai.
Bewafa Shayari
Wo Kisi Ki Dil Lagi Ko Saza Samjhne Lage,
Do Pal Ruth Ke Guzare, To
Jafa Samjhne Lage,
Wo Kya Jaane Ke Hum Kitna Roye Unke Bagair,
Wo to bas yuhi Mujhe Bewafa Samjhne Lage.
Bewafa Shayari
Tanhai Jad Kismat Che Likhi Hai,
Teh Ki Shikayat Apne To Begane Nu,
Asi Mit Gaye Jinna Di Chah Wich,
Oh Baaz Nahi Aande Sanu
Ajmaun che.
Bewafa Shayari
Bahut Samjhaya Tha Dil Ne mujhe,
Ye Haseena Kisi Ki Talabgar Nahi
Hoti,
Nahi Hota Inka Vasta Wafa Se kabhi,
Ye Kisi Ki Chahat Ki
Haqdaar Nahi Hoti.
Bewafa Shayari
Chand ne ki hogi suraj se mohhabat,
isliye to chand main daag hai,
mumkin hai chand se hui hogi bewafai,
isliye to suraj main
itni aag hai.
Bewafa Shayari
Ek Pal Bhi Dekhna hame Gawara Nahi Use,
Zara Bhi Ehsaas Hamara raha
Nahi Use,
Wo Sahil Se Dekhta Raha Doobna Mera,
Hum Bhi Doobte
Rahe Par Pukaara Nahi Use.
Bewafa Shayari
Chahte the jinhe unke dil badal gaye,
Samundar to wohi the par sahil
badal gaye,
Qatal aisa hua kissto mein main mera,
Kabhi badle
khanjar to kabhi Qaatil badal gaye.
Bewafa Shayari
Pathaar ki pooja kar baithe hum naada the,
Teri aadat teri fitrat se
anjaan the,
Waqt ne hame khilona bana diya yaaro,
warna hum
bhi kabhi mehfilon ki jaan the.
Bewafa Shayari
Aye mera janaza uthane waalo,
Dekhna koi bewafa mere paas na ho,
Agar ho to usse kehna, ki
Aaj to khushi ka mauka hai yu udaas
na ho.
Bewafa Shayari
Duniya mein jeene ki chahat na hoti,
Agar khuda ne mohabbat banayi
na hoti,
Log marne ki aarzoo na karte,
Agar mohabbat me
bewafai na hoti.
Bewafa Shayari
Tumhe’n chahne ki saza hamne paayi,
Tumse dil lagane ki daga hamne
khayi,
Agar karni thi humse yun hi bewafai,
To fir kyun iss
dil mein apni jagah banayi.
Bewafa Shayari
Meri Kalam Se Lafz Kho Gaye Shayad,
Aaj phir se Wo Bewafa Ho Gaye
Shayad,
Jab Neend Khuli To Palko Mein tha Paani,
Mere Khawab
Mujh Pe Hi Roo Gaye Shayad.
Bewafa Shayari
Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha Kar,
Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh
Ko Bata Kar,
Judai Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab,
Chod Diya
Mera Saath Bas Itna Batakar.
Bewafa Shayari
Najre Mile ab Ek Zamana Ho Gaya,
Aisa Lagta Hai Apna Koi Begana Ho
Gaya,
Wo To Chale Gaye Humse bewafa karke,
Mushqil Iss dil Ko
ab Samjhana Ho Gaya.
Bewafa Shayari
Bohat Udhas Hai Koi Shaqs Tere Jaane Se,
Ho Sake To Laut Aa Kisi
Bahane Se,
Tu Laakh Khafa Sahi Magar ek Baar To Dekh,
Koi Toot
sa Gaya Hai Tere Rooth Jaane Se.
Bewafa Shayari
Meri gali se wo jab bhi gujarta hoga,
Mod pe jaake kuch der theharta
hoga,
Bhool jana mujko itna asaan to n hoga,
Dil mein kuch
toot ke to bikharta hoga.
Bewafa Shayari
Mila Ke Nazar, Nazar Loot Lenge,
Yeh Bewafa Jalwe Jigar Loot Lenge,
Hasino Pe Hargiz Bharosa Mat Karna Dost,
Maa Kasam Ghar Ke
sukoon-e-chain Loot Lenge.
Bewafa Shayari
Ashqon Se Nahi Bujhte Shole Dard-e-Pyaar ke,
Maut Bhali Aise itne
Lambe Intezaar Se,
Marte Hai Roz ham Bina Dedar-e-Yaar Ke,
Tanhai Acche Thi Uss bewafa Ke Pyaar Se.
Bewafa Shayari
Mujhe Miti Ke Ghar Banane Ka Shok Tha,
Use Aashiyane Girane Ka Shok
Tha,
Wo Bewafa Tha Is Mein Hairat Ki Baat Kya Hai,
Mujhe Bhi
Bewafa Logo Se Dil Lagane Ka Shok tha.
Bewafa Shayari
Tere Janam-Din Par Tujhe Kya Pesh Karu,
Tajmahal Du Tujhe Ya Chanda
mama Pesh Karu,
Aur To Kuch Nahi Mere Pass Aye Mere Sanam,
Sochta Hu Bas Tujhe Apni wafa ko Pesh Karu.
Bewafa Shayari
Itni Chahat Ki Uss Se Ki Inteha Ho Gayi,
Wo Mohabbat Kar Ke Phir
Bewafa Ho Gayi,
Main To Bas Chahta Raha Toot Kar Use din-raat,
Bas Yahi To ek Mujh Se ab Khata Ho Gayi.
Bewafa Shayari
Mohabbat ne aaj humko rula diya,
Jis par marte rahe usi ne bhula
diya,
Hum to unki yaad me aanhsu peete gaye,
ek din usne
anhsuo me bhi zeher mila diya.
Bewafa Shayari
Wo Hans Kar Mile Ham Pyar Samjh Baithe,
Faqat Ulfat Ko Hi Izhaar
Samjh Baithe,
Itni Aache to Na thi kismat Humari,
Khud Ko Unn
Ki Chahat Ka Haqdar Samjh Baithe.
Bewafa Shayari
Ek Khushi ki chaah mein har khushi se door hue hum,
Kisi se kuch keh
bhi na sake itne majbur hue hum,
Na aayi unhe nibhaani pyar mein
wafa,
Aur zamane ki najar mein bewafa ke naam se mashur hue hum.
Bewafa Shayari
Bin unke zindagi mein koi Khusi Nahi,
wo nahi to aaj labo par Hansi
Nahi,
Na samjha wo agar to hum kya kare,
Iss Dil me unke siwa
kisi or ki jagah Nahi.
Bewafa Shayari
Bhula Ke Mujhko Agar Tum Ho Salamat,
To Bhula Ke Tujhko Sambhlna
Mujhe Bhi Aata Hai,
Nahi Hai Meri Fitrat Main Ye Aadat,
Warna
Teri Tarha Badalna Mujhe Bhi Aata Hai.
Bewafa Shayari
Fareb tha hasi mein hum aashiqi samajh baithe,
Maut ko bhi apni hum
zindagi samajh baihe,
Waqt kar raha tha mazak ya thi ye badnasibi
meri,
Unki do baato ko ham apni chahat samaj bathe.
Bewafa Shayari
Pyaar Karne Waale aashiq kabhi Darte Nahi,
Log Majnu Kehte Hai Par
Wo kabhi Chidte Nahi,
Hamare Pyaar Ki Mashuriya Koi to Dekhe,
ab to ham unhe bhi bewafa ke sakte nahi.
Bewafa Shayari
Tu kabhi Bewafa Hogi Socha Hi Na Tha,
Tu Bhi Kabhi Khafa Hogi Socha
Hi Na Tha,
Jo Ghazal Likhi The Kabhi Pyaar Par Tere,
Wahi
ghazal Ruswa Honge Socha Hi Na Tha.
Bewafa Shayari
Naam likh ke uss ne mera mitaya hoga,
Soo baar usko meri yaadon ne
rulaya hoga,
Uss ke chehre pe mera naam likha hai yaaro,
Uss
ne kis kis se ye mera naam chupaya hoga.
Bewafa Shayari
Hum to tere dil ki mehfil sajane aaye they,
teri kasam tujhe apna
ham banane aaye they,
kis baat ki saza di tune ham ko aye sanam,
bewafa hum to tere dard ko apnane aaye they.
Bewafa Shayari
Hamare ansoo ki pyali hi jaam ho gayi,
Izzat bhi hamari ab to neelam
ho gayi,
Kyu use bewafa ki raah takti hai ye nazar,
Ab to
nazar bhi gairo ki gulam ho gayi.
Bewafa Shayari
Nikal gaye mere paas se iss kadar,
Jaise ki mujhe pehchante hi nahi,
Kitne zakham khaye hai dil ne mere,
Phir bhi use bewafa ham
mante nahi.
Bewafa Shayari
Ek Dil Mere Dil Ko gehra Zakham De Gaya,
Zindagi Bhar jeene ki Kasam
De Gaya,
Lakho Phulon Mein Se Phool Chuna Hamne,
Jo Kanto Se
Gehri bhi Chubhan De Gaya.
Bewafa Shayari
Barang Tumari Duniya Hai Barang Meri Tasveer Bani,
Befawa Mari Kismet
The Befawa He Mari Takdeer Bani…
Bewafa Shayari
Kis Kis Bewafa Se Ru-Baru Karayein Aapko
Jb hamari pehli mohbbat hi
bewafa nikli…
Bewafa Shayari
Log kehte hai usme wafa nai,
agar sookun uski aankho mai hai,
to
wo bewafa hi sahi….
Bewafa Shayari
Jaane Meri Aankhon Se Kitne Aansu Bah Gaye,
Insaano Ki Bheed Mein Bhi
Dekho Tanha Rah Gaye,
Karte The Jo Kabhi Apni Wafa Ki Baatein,
Aaj
Wohi Sanam Mujhe Bewafa Kah Gaye….
Bewafa Shayari
Dastan Soon Lo Jara Ghame Zindgi,
Bewafa Samajh Baithe Tumhe
Dilagi,
Gairon Ki Baahon Main Machlati Ho Tum,
Behad Mehesoos
Hoti Hai Hame Shermindagi…
Bewafa Shayari
Bedaag Or Begunah Meri Sarkar Hain,
Humse unki Bewafai Se Waqt Ki
Maar Hain,
Woh Bhale Hain Kitne Sitam Karein Hum Par,
Phir Bhi
Mere Liye Wo Jaane Bahar Hain….
Bewafa Shayari
Mujhe Kisi Ne Bewafa Ka Naam Diya,
Sathi Ne Jaise Jahar Ka Jaam
Diya,
Jo Kabhi Kaha Karte The Bhula Mat Dena,
Unhone Hi Bhul
Jane Ka Paigam Diya…
Bewafa Shayari
Humne Puchha Yaar Se Itna,
Kaise Woh Bewafa Ho Gaye,
Bole Woh Ki
Tumse Kya,
Teri Jeb Se Sikke Kho Gaye…
Bewafa Shayari
Yaad Aa Gayi Fir Humko,
Kuchh Bhuli Huyi Baatein Yaaro,
Royenge
Jinmein Kuredkar Jakham,
Aa Gayi Fir Woh Baatein Yaaro…
Bewafa Shayari
Huyi Toh Hai Yeh Khata Humse Bahut Bhari Sanam,
Na Chahte Huye Bhi
Hum Aapse Pyar Kar Baithe,
Roka Tha Humein Sab Ne Ki Na Kar Tu
Sagar,
Na Jaane Fir Bhi Kyu Tera Aitbaar Kar Baithe….
Bewafa Shayari
Mujhko Rulakar Woh Bhi Roya Toh Hoga Yaaro,
Muh Ashko Se Usne Bhi
Dhoya Toh Hoga Yaaro,
Agar Na Kiya Hai Kuchh Hasil Hamne Pyar
Mein,
Kuchh Na Kuchh Usne Bhi Khoya Toh Hoga Yaaro….
Bewafa Shayari
Unki Yaadon Ko Abhi Bhi Seene Mein Chhupaye Baitha Hun,
Haay Main Kis
Jaalim Se Dil Ko Lagaye Baitha Hun,
Inhi Raahon Se Aayenge, Bhale Hi,
Baad Mere Marne Ke,
Kitna Nadan Hun Abhi Bhi Dil Ko Samjhaye Baitha
Hun…
Bewafa Shayari
Mujhko Rulane Se Milta Hai Sabko Na Jaane Kya,
Na Jaane Kyu Us Khuda
Ko Bhi Raham Aata Nahi,
Maine Kabhi Bhi Na Ki Sikayat, Bhale Hi Laakh
Gham Mile,
Magar Mere Moulal Sagar Se Ab Aut Jiya Jata Nahi…
Bewafa Shayari
Yeh Manta Hun Main, Ki Har Koi Bewafa Nahi Hota,
Magar Teri Tarah Har
Koi Sab Kuchh Toh Nahi Khota,
Yeh Bhi Sach Hai Ki Agar Mujhko Gham
Nahi Milte,
Toh Is Duniya Mein Shayad Yeh Sagar Nahi Hota…
Bewafa Shayari
Aapki Yahi Adayein Toh Hain Eh Mere Humdam,
Jo Humko Aap Par Marne Ko
Majboor Karti Hain,
Magar Yeh Bhi Suna Hai Ke Hote Hain Sabhi Hasin
Bewafa,
Aap Bhi Hasin Hain Yehi Baatein Aap Se Door Karti Hain…
Bewafa Shayari
Tu Bhi Hai Sangdil Bewafa Eh Dost,
Yeh Sochkar Dil Ghabrata Hai,
Ab
Karun Bhi Kya Ke Bin Tere,
Sagar Se Jiya Nahi Jata Hai…
Bewafa Shayari
Koi Toh Bataye Itna Mujhko,
Kyu Bewafa Ho Jaate Hain Sab,
Saya
Bhi Nahi Hai Saath Rahta,
Gham Ke Badal Chhate Hain Jab…
Bewafa Shayari
Kisko Farebi Hum Kahein Kisko Kahein Hum Bewafa,
Kismat Hi Shayad
Aisi Likha Kar Laaye Hain Hum,
Aaj Wakif Hai Yaaro Hamse Sahar Ka Har
Ek Aadmi,
Magar Apno Ke Liye Hi Dekhiye Paraye Hain Hum….
Bewafa Shayari
Zamane Wale Mil Gaye Hain Sabhi Ek Doosre Se,
Milkar Sabhi Ne Mujh
Akele Ko Mara Hai,
Tu Bhi Mat Ho Jana Bewafa Sabhi Ki Tarah,
Eh
Mere Dost Sagar Ko Bas Tera Sahara Hai…
Bewafa Shayari
Apne Aap Kpo Toh Hum Samjha Lenge,
Magar Dil Mera Yeh Manta Hi
Nahi,
Humne Toh Dekhi Hai Bewafayi Aapki,
Aap Bewafa Ho Dil
Jaanta Hi Nahi….
Bewafa Shayari
Koi Bhi Nahi Yahan Par Apna Hota,
Is Duniya Ne Yeh Sikhya Hai
Humko,
Uski Bewafayi Ka Na Charcha Karna,
Aaj Dil Ne Yeh
Samjhaya Hai Humko…
Bewafa Shayari
Yeh Mana Ke Mohabbat Karna Hai Jurm Magar,
Yeh Jurm Yaaro Baar Baar
Karte Hain Hum,
Woh Bewafa Hai Sangdil Hain Jaante Hai Magar,
Unpar
Yaaro Aaj Bhi Aitbaar Karte Hain Hum…
Bewafa Shayari
Bewafa Nahi Hai Woh Yeh Manta Hun Main,
Woh Bhi Chahte Hain Hamein
Yeh Jaanta Hun Main,
Magar Itna Bhi Toh Yaaron Nadan Nahi Hun
Main,
Unki Badli Huyi Najrein Toh Pahchanta Hun Main…
Bewafa Shayari
Main Toh Yeh Bhi Nahi Kah Sakta Sagar,
Ki Is Mein Galti Mere Yaar Ki
Hai,
Bewafa Bhi Usko Main Kahun Kaise,
Kyun Ki Toheen Yeh Mere
Pyar Ki Hai…
Bewafa Shayari
Hamne Toh Apni Mohabbat Ka Ijhaar Kiya,
Magar Usne Fir Bhi Na Hamara
Eitbaar Kiya,
Sagat Toh Jahan Se Lada, Ek Uski Khatir,
Us Bewafa
Ne Sikwa Fir Bhi Hazaar Kiya…
Bewafa Shayari
Jaisa Karoge Aap Vaisa Hi Paaoge Sada,
Aaj Sabke Hoton Par Yeh
Sachhayi Mili,
Magar Kaise Maan Lun Main Is Baat Ko Sach,
Mujhko
Toh Wafa Ke Badle Bewafayi Mili…
Bewafa Shayari
Khafa Hokar Humse Fir Maan Jana,
Yahi Ada Toh Humko Bahut Bhati
Hai,
Baaki Toh Sabkuchh Bhool Chuke Hain Hum,
Magar Sagar Woh
Bewafa Bahut Yaad Aati Hai…
Bewafa Shayari
Wafa Sabse Karne Ka Hamein Yeh Sila Mila,
Humko Is Jamane Se Hamesha
Gila Mila,
Ab Aur Kya Kahu Main Aapse Eh Mere Dosto,
Hamein Toh
Jo Bhi Dost Mila Bewafa Mila…
Bewafa Shayari
Aap Kyu Sarminda Hote Ho Apni Bewafayi Par,
Hamein Maalum Tha Ki Gham
Ko Hamara Hona Tha,
Bas Aap Muskarate Rahein Yeh Dua Hai Sagar Ki,
Hamati
Kismat Mein Toh Likha Hi Rona Tha…
Bewafa Shayari
Woh De Denge Humko Daga Kabhi Na Kabhi,
Yeh Dil Hamara Humko Bata
Chuka Tha,
Magar Kya Karta Yeh Sagar Bhi Yaaro,
Dil Iska Us
Bewafa Pe Aa Chuka Tha…
Bewafa Shayari
Mohabbat Mein, Bekar, Dil Ko Tadpana, Hamein Achha Nahi Lagta,
Har
Kisi Ko, Palko Pe Bithana, Hamein Achha Nahi Lagta,
Sacha Saathi Toh
Hamein, Aaj Tak Mila Nahi Koi, Sagar,
Kisi Bewafa Ko, Dil Mein
Basana, Hamein Achha Nahi Lagta….
Bewafa Shayari
Apno Ne Hamein Yeh Shikhaya Hai,
Ki Bewafayi Kya Hoti Hai,
Door
Unse Huye Toh Jana,
Ki Judai Kya Hoti Hai…
Bewafa Shayari
Aap Se Kyu Na Karein Pyar Hum,
Aap Humko Jo Achhe Lagte Ho,
Log
Kahte Hain Hasee Hote Hain Bewafa,
Aya Karein Aap Toh Sache Lagte
Hain…
Bewafa Shayari
Char Dino Ki Thi Zindagi Jaane Kaise Beet Gayi,
Thukara Ke Yahan Sab
Humko Bewafa Hi Kahte Rahe,
Magar Na Kisi Se Hamne Aaj Talak Kiya
Shikwa,
Hum Bhi Na Jaane Kaise The Chup Chap Sitam Sahte Rahe…
Bewafa Shayari
Hamari Zindagi Hai Mout Se Badtar Tumhare Bina,
Sukhon Ke Sarjamon
Mein Chubhe Nastar Tumhare Bina,
Katati Hai Hawa Ki Narmi Nahin Jab
Paas Tum,
Khuabuon Ki Mahmahat Jahar Tumhaare Bin,
Bewafa Shayari
Jakham Kuchh Aise The Dil Par,
Jo Sareaam Sabko Dikhaye Na Gaye,
Hamari
Ki Gayi Wafa Ke Badle,
Us Bewafa Se Kabhi Chukaye Na Gaye,
Bewafa Shayari
Jab Se Bichhda Hai Sanam Hamara,
Dil Nahin Karta Ab Jine Ko,
Saath
Lekar Chala Gaya Khusiyan,
Bas De Gaya Hamein Aansu Pine Ko…
Bewafa Shayari
Pyar Karne Waale Diwane Kabhi Darte Nahi,
Log Majnu Kahte Hain Par
Woh Chidte Nahin,
Hamare Pyar Ki Majburiyan Koi Dekhe,
Khud Apne
Aap Ko Hum Bewafa Bana Baithe,
Bewafa Shayari
Nadaani Mein Hum Kise Apna Samajh Baithe,
Jo Dikhaaya Us Bewafa Ne
Sapna, Hum Haqeeqat Samajh Baithe
Dekho Aaj Chhod Diya Hamein, Usne
Eik Gair Ke Liye,
Jise Hum Apna Humsafar Samajh Baithe…
Bewafa Shayari
Muddate Mohabbat Ki Bhi Vo Aabru Na Rakh Sake,
Duniya Ke Dar Se Vo
Aahen Bhi Na Bhar Sake,
Khud Rusvaai Se Darkar Vo Hamein Rusva Karne
Lage,
Bewafai Kar Ke Vo Hamein Bawafa Hi Kahane Lage…
Bewafa Shayari
Humne Jise Dil-O-Jaan Se Chaha
Us Bewafa Ne Kisi Aur Ko Chaha,
Pata
Nahi Hum Kyu Unke Liye Fariyaad Karte Hain,
Jo Pyar Ke Bahaane Hamein
Barbaad Karte Hain…
Bewafa Shayari
Aapko Bhool Jayen Itne Bewafa Nahi Ham,
Aapse Kya Gila Karen Aapse
Koi Gila Nahin,
Kash Toh Apne Gam Mujhe De De Toh Sukun Mile,
Vo
Kitna Badnasib Hai Jise Gam Mila Hi Nahi…
Bewafa Shayari
Ek raj jo jamaane se chhupaaye rakha tha,
teri yaado ko dil me
basaaye rakha tha,
main jaanta tha tu na aayegi mere tute aaine
mein,
phir bhi apne tute aasiyaane ko sajaaye rakha tha…
Bewafa Shayari
Maut mangte hain to zindagi khafa ho jati hai,
Zaher lete hain to wo
bhi dawa ho jati hai,
Tu hi bata aye dost kya karun,
Jisko bhi
chahte hain to wo bewafa ho jate hain…
Bewafa Shayari
Bewafaa Kuch Dost Ho Gaye Humaare,
Jo Humara Intezar Nahi Kartey,
Kabhi
Humsey Bahut Batein Kiya Kartey They Wo,
Ab To Wo Humey Yaad Bhi Nahi
Kartey…
Bewafa Shayari
Zindagi Mita Kar Hamari Nayi Ek Dunia Sajaa Rahi Hai Vo,
Kisi Ek
Bewafa Ke Liye Hume Bhula Rahi Hai Vo,
Duniya Waalo Ki Baato Se
Bachne Ke Liye,
Chehra Apna Kisi Ke Peeche Chupa Rahi Hai Vo…
Bewafa Shayari
Unke fareb ko hum hansi samajhte rahe,
Apni maut ko jindagi samajhte
rahe,
Wo bewafa hame pal-pal Zakham dete rahe,
Ye dil nadaan ise
dil lagi samajhte rahe….
Bewafa Shayari
jo phool tum ne dia us me khushboo na rahee,
jo pyar tum ne kia us me
wafa na rahee,
ye sab khud b khud hota gya,
is me meri koi khata
na rahee…
Bewafa Shayari
Hasrate thi jo dil mein baya hum kar na paye,
unko apni zindagi se
fanna hum kar na paye,
unko apna dil hum de hi chuke the,
hum
anjaan the ki wo humse wafa kar na paye…
Bewafa Shayari
Wo Jo Apna Tha Humse Hai Khafa,
Pata Nahi Kis Se Huyi Thi Kya
Khata,
Be-Wajah Dil Nahi Tut-Taa Kisi Ka,
Tum The Ya Hum The
Bewafa…
Bewafa Shayari
Usne Mujhe Apni Bewafai Ka Sabut De Diya,
Mujhe Meri Khushiyo Ki
Judai Ka Sabut De Diya,
Usne Dikha Diya ’Kumar’ Ishq-E-Wafa Ka Anjaam
Kya Hota Hai,
Mujhe Duniya Ki Bheed Me Meri Tanhai Ka Sabut De
Diya…
Bewafa Shayari
Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye,
Hum Bawafai Ke Saath Jeena Seekh
Gaye,
Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera,
Maut Se Pehle,
Kafan Aud Ker Sona Seekh Gaye….
Bewafa Shayari
Aankhon Say Behtay Yeh Ashq Nahi, Khoon-E-Dil Ki Nishani Hai,
Kuch
Teri Bewafai Ki Aur Kuch Meri Wafai Ki Kahani Hai,
Kaash Aansuo Ke
Saath Yaadein Bhi Beh Jati, Kaash Meri Khamoshi Sab Kuch Keh Pati,
Kaash
Kismat Khuda Ne Theek Se Likhi Hoti Toh Meri Kismat Mein Pyar Ki Kami Na
Reh Jati….
Bewafa Shayari
Rooth Gayi Hai Khuda Ki Khudai Humse,
Kahi Maar Na Daale Unki Judai
Hume,
Pyar MiLega Isi Aash Me Jeeye Jaa Raha Hu,
Uss Bewafa Ke
Naam Se Peeye Ja Raha Hu….
Bewafa Shayari
Toote Dil Ne Bhi Uske Liye Dua Maangi,
Meri Saanso Ne Har Pal Uski
Khushi Maangi,
Jane Kya Dillagi Thi Us Se,
Aakhri Khwaish Mein
Bhi Us Bewafa Ki Wafa Maangi…
Bewafa Shayari
Pyar Ke Liye Us Se Izazat Mangi
Tute Dilne Bhi Uske Liye Dua Mangi
Jane
Kya Baat Thi Us Bewafa Me Ki
Maine Aakhri Khwaish Me Bhi Us Se Milne
Ki Dua Mangi…
Bewafa Shayari
Waqt Guzrega Toh Hum Sambhal Jayenge
Maut Se Pehla Samajh Jayenge
Ki
Bewafai Unki Fitrat Hai, Na Ki Majburi
Tanhai Mein Hi Sahi, Hum Phir
Se Bus Jayenge…
Bewafa Shayari
Tum Agar Yaad Rakhoge To Inayat Hogi
Warna Humko Kahan Tum Se
Shikayat Hogi
Yeh To Bewafa Logo Ki Duniya Hai
Tum Agar Bhool
Bhi Jao To Riwayat Hogi…
Bewafa Shayari
Zindgi Basar Nahi Karte Tanha
Tanhai To Murdo Ka Naseeb Hota Hai
Woh
Bewafa Hai To Bewafa Hi Sahi
Bewafa Bhi Dil Ke Kareeb Hota Hai…

Comments
Post a Comment