Skip to main content

Doorie Shayari | duriya shayari | दूरियां शायरी | दूरियाँ शायरी

Doorie Shayari
Doorie Shayari



Doorie Shayari



Bahut Dur Magar Bahut Paas Rehte Ho
Aankhon Se Dur Magar Dil Ke Paas
Rehte Ho
Mujhe Bas Itna Bataa Do Ae Dost
Kya Tum Bhi Mere Bina
Udaas Rehte Ho



दूरियाँ शायरी



Dil Se Dil Ki Doorie Nahi Hoti,
Kaash Koi Majburi Nahi Hoti,

Milne Ki Tamanna To Bahot Hai,
Lekin Kehte He Har Tamanna Puri
Nahi Hoti…



दूरियाँ शायरी



Meri Guftagu Ke Har Andaaz Ko Samjhta Hai
Ek Wohi Hai Jo Mujpe
Aitmaad Rakhta Hai…
Door Hoke Bhi Mujse Hai Wo Itna Kareeb…

Aisa Lagta Hai Mere Aas-Pass Rehta Hai…..



duriya shayari



Aap Ne Majboor Kar Diya,
Jane Kyun Khud Se Door Kar Diya,
Ab
Bhi Yehi Sawal Hai Dil Me,
Ham Ne Kya Aisa Kasoor Kar Diya..



दूरियाँ शायरी



Doorie Ho To Phir “AHSAS” Hota Hai,
“DOST” K Bina Jeevan “UDAAS”
Hota Hai,
“UMER” Ho Aap Ki Sitaron Jitni Lambi
Aisa “DOST”
Kahan Aur Kisi K “PAAS” Hota Hai



duriya shayari



Tumse Doori Ka Ehsaas Sataane Lagaa,
Tere Saath Guzaraa Har Lamha
Yaad Aane Laga,
Jab Bhi Tujhe Bhoolne Ki Koshish Ki Aye Dost,

Tu Dil Ke Aur Bhi Kareeb Aane Laga !



duriya shayari



Lamha Lamha Waqt Guzar Jayega,
Rooh Ka Daman Bhi Sath Chod Jayega,

Abhi Waqt Hai Pal Do Pal Sath Guzar Lo,
Kal Kya Pata Kon Kiski
Zindgi Se Chala Jayega.



duriya shayari



Aapse Door Kaise Reh Paate
Dil Sai Aapko Kaise Bhula Paate

Kash Aap Sapno K Alawa Sheeshay Mai Basey Hote
Khud Ko Bhi
Dekhte Tou Aap Nazar Aate…



Doorie Shayari



Doori Ho To Ahsaas Hota Hai,
Dost Ke Bina Jivan Kitna Udas Hota Hai

Umar Ho Apki Sitaron Jitani Lambi,
Aisa Dost Kahan Kisi Ke
Pass Hota Hai.



दूरियां शायरी



Teri Doori Ka Ehsaas Sataane Lagaa
Teri Saath Guzaraa Har Waqt Yaad
Aane Laga
Jab Bhi Tujhe Bhoolne Ki Koshish Ki Mere Dil Ne
Aye
Dost,Tu Dil Ke Aur Bhi Kareeb Aane Laga



duriya shayari



Mita Dain Gay Yeh Doori, Yeh Faslay Sab Hi
Kaho Gi Aik Baar K Milo
Aa K Kabhi
Na Hoon Gay Door Phir Tum Say Is Zindagi Main

Khulra Rakho Tum Dar Apna, Hum Aatay Hain Abhi



Doorie Shayari



Dilme Me Aansuon K Siwa Koi Cheez Nahi Tikti
Kab Milegi Uski Yaadon
Se Mujhe Mukhti
Zindegi Toh Mela Hai Ajnabiyon Ka
Kisi Ajnabi
K Chale Jane Se Zindegi Toh Nahi Rukhti



दूरियां शायरी



Aapse Door Kaise Reh Paate
Dil Sai Aapko Kaise Bhula Paate

Kash Aap Sapno K Alawa Sheeshay Mai Basey Hote
Khud Ko Bhi
Dekhte Tou Aap Nazar Aate



duriya shayari



Doori Ka Ehsaas Jab Sataane Lagaa
Lamha-Lamha To Yaad Aane Laga

Jab Bhi Tujhe Bhoolne Ki Koshish Ki Aye Dost
Tera Muskurata
Chehra Aur Yaad Aane Laga..



दूरियां शायरी



Tumse Doori Ka Ehsaas Sataane Lagaa
Tere Saath Guzaraa Har Lamha
Yaad Aane Laga
Jab Bhi Tujhe Bhoolne Ki Koshish Ki Aye Dost
Tu
Dil Ke Aur Bhi Kareeb Aane Laga



दूरियां शायरी



Ehsas Hoga Jab Hum Tumse Dur Ho Jayenge
Ankhon Me Ansu Honge Par
Nazar Na Ayenge
Koi Saath Na De To Hame Yaad Karna
Asman Me
Bhi Honge To Laut Ayenge



Comments

Popular posts from this blog

Lovely Shayari in Hindi | लव Shayari इन हिंदी | हिंदी लवली शायरी | रोमांटिक लव शायरी

Lovely Shayari in Hindi Lovely Shayari Kisi ko aankho ki palkon par na baithne do, Waha to sirf sapne basa karte hain, Bithana hai to bithao dil mein usko, Kyunki yaha sirf or sirf apne basa karte hain. Lovely Shayari Sehami si nigaho mein hum khawab jaga denge, aapki Suni si raaho mein hum phool bicha denge, Humare sang muskura kar toh dekhiye jara, Hum aapka har gham chutkiyo mein bhula denge. love shayari in hindi Tum dil se hame yu pukara na karo, Yu tum hame mehfil mein ishara na karo, Door hai tumse ye majburi hai hamari, Tum tanhaiyon mein yu tadpaya na karo. love shayari in hindi Kya mangu khuda se tumhe paane ke baad, Kiska karu intezaar zindagi main tere aane ke baad, Kyu pyar mein jaan luta dete hai log, Mujhe maloom hua tumhe apna banane ke baad. love shayari in hindi Wafa Na Kar Paun To Naraz Mat Hona, D...

Mausam Shayari | Sard Mausam Shayari | Romantic Mausam Status | Mausam Quotes in Hindi

Mausam Shayari sard mausam shayari Dard Me Koi Mousam Pyara Nahi Hota, Dil Ho Pyasa To Pani Se Gujara Nahi Hota. Koi Dekhe To Humari Bebasi, Hum Sabhi K Ho Jate Hain Par Koi Humara Nahi Hota. romantic mausam status Mausam Ko Mausam Ke Baharon Ne Luta, Kashti Ko Saahil Ke Kinaron Ne Luta. Tum To Darr Gaye Ek Hi Kasam Se, Humein To Tumhari Kasam De Kar Hazaron Ne Luta. romantic mausam status Kab Tak Door Bhagoge Ek Din To Baat Honi Hai Khushbu Ki Bhawron Se Mulakat To Honi Hai Tadapkar Kar Yun Na Roko Apni Mohabbat Ko Pyaar Ke Mausam Ki Barsat To Honi Hai ठंडी पर शायरी Manjar Bhi Benoor The Aur Fizayein Bhi Berang Thi, Tumhari Yaad Aayi Aur Mausam Suhana Ho Gaya. ठंडी पर शायरी Dard-Dard Me Koi Mausam Pyaara Nahi Hota Dil Ho Pyaasa To Pani Se Guzaara Nahi Hota Koi Dekhe To Hamari Bebasi Ham sabhi...

100+ याद शायरी कोट्स |100+ Yaad Shayari Quotes in Hindi in Urdu and 4 lines 2 lines

Yaad Shayari Yaad Shayari hichkiyan dilakar uljhan badha rahe ho, aankhein band hai phir bhi nazar aa rahe ho, itna bata do hamein yaad kar rahe ho, ye sirf apni yaad dila rahe ho. Yaad Shayari Hum dekhte hai use jo na dekhe hame, Hum chahte hai use jo na chahe hame, yahi aadat rahi sada zindagi mein hamari, Hum yaad rakhte hai use jo bhul jate hai hame. Yaad Quotes agar jawab doge to baat karenge, nahi doge to intezaar karenge, dosti ki hai aapse isliye marte dam tak, aap ko har pal yuhi yaad karenge. yaad status Suraj pass ho na ho, Roshni aas-pas rehti hai, Chand paas ho na ho, Chandni aas-pas rehti hai, Waise hi aap paas ho na ho, aapki Yaadein hamesha paas rehti hai. yaad status Hawa Ke Jhoko Ka Hisab Kya Rakhna, Jo Bit Gaya Use Yaad Kya Rakhna, Bas Yahi Soch Kar Muskura Diye Hum, Ki Apni Udasi Se Dusro Ko...