Skip to main content

Friendship Shayari

Friendship Shayari
Friendship Shayari



Friendship Shayari



Dua karte hai hum sar jhuka kar a dost tu manjil ko paye
Kabhi teri
raho me andhera aaye to roshni ke liye khuda hame jalaye



Friendship Shayari



Offer a thousand chances to your enemy to become your friend
Never
give a single chance to your friend to become your enemy



Friendship Shayari



दुनियादारी में हम थोड़े कच्चे हैं पर दोस्ती के
मामले में सच्चे है…
हमारी सच्चाई बस इस बात
पर कायम है, की हमारे दोस्त हमसे भी अच्छे है…



Friendship Shayari



Aapki dosti pe hai humein aeitbaar
Samne honge aapke
Aap dil se
bula ke to dekho humein ek baar.



Friendship Shayari



Har Koi Pyar Ke Liye Tarapta Hai…
Har Koi Pyar Ke Liye Rota Hai….
Mere
Pyar Ko Galat Mat Samajh Na….
Pyar To Dosti Mein Bhi Hota Hai



Friendship Shayari



Khushi Ke Aasu Rukne Na Dena
Gum Ke Aasu Bahne Na Dena
Yeh
Zindagi Na Jane Kab Ruk Jayegi
Magar Ye Pyari Si Relationsip Kabhi
Tutne Na Dena…



Friendship Shayari



Dosti ki raho mai kabhi akelapan na mile,
aai dost zindagi mai tumhe
kabhi gum na mile,
dua karte hai hum khuda se,
tuhme jo bhi dost
mile hum se kam na mile…



Friendship Shayari



Waqt mile to hamein bhi yaad kar lena
pal pal na sahi din mein ek bar
yaad kar lena
dost honge aap ke hazaar par
ham bhi un mien se ek
hain itna yaad kar lena..



Friendship Shayari



Kuch dost zindagi me is kadar samil ho jate
he.Agar bhulana chaho to
or yad aate he
bas jate he wo dil me is kadar ki
aankhe band
karo to samne nazar ate he…



Friendship Shayari



Karoge yaad ek din dosti k zamane ko,
hum chale jaynge ek din wapis
na ane ko,
zikr jab ched dega koi mehfil me humara,
chale jaoge
tanhai me aansoo bahane ko…



Friendship Shayari



Kyun mushkilon mein saath dete hain dost
Kyun gham ko baant lete hain
dost
Na rishta khoon ka na riwaaz se bandha
Phir bhi zindagi
bhar saath dete hain dost!



Friendship Shayari



Doston ki dosti hamain raas bahut Aai,
zindagi hamari khuli kitaab
najar Aai,
sb padh liye sabak us kitaab mai se,
zindagi mai Mout
ki, Aadhuri pyaas najar Aai…



Friendship Shayari



Is kadar hum yaar ko manane nikle,
Uski chahat ke hum deewane
nikle,
Jab bhi use dil ka haal batana chaha,
To uske hothon se
waqt na hone ke bahane nikle…



Friendship Shayari



Jo dil ke karib hi nahi saanso me base ho,
Dost sache agar sath ho to
roya nahi karte.
Jo ho jeene ki wajah vo har pal yaad aate hai,
Gum
me bhi sukun de ese doston ko khoya nahi karte…



Friendship Shayari



Duriya hote huye bhi safar vahi rahega,
Door hote huye bhi dostana
vahi rahega,
Bahot mushkil he ye safar zindgi ka,
Agar aapka
sath hoga to ehesas vahi rahega…



Friendship Shayari



Jab Koi Khayal Dil Se Takrata Hai
Dil Na Chah Ker Bhi Khamosh Ho Jata
Hai
Koi Sab Kuch Keh Ker Dosti Jatata Hai,
To Koi Kuch Na Keh K
Dosti Nibhata Hai…



Friendship Shayari



Andhere Main Rasta Banana Mushkil Hota Hai
Tufan Main Dipak Jalana
Mushkil Hota Hai
Dosti Kisi Se Bhi Karna Mushkil Nahi
Magar Ise
Nibhana Bada Mushkil Hota Hai..



Friendship Shayari



Zindagi K Tufano Ka Sahil Hai Teri Dosti
Dil Ke Armaano Ki Manzil Hai
Teri Dosti
Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat
Agar Maut Aane
Tak Sath De Teri Dosti…



Friendship Shayari



Hum Woh Phool Hain Jo Roz Roz NahiKhiltay
Yeh Wo Hont Hain Jo Kabhi
Nahin Siltay
Hum Se Bichro Ge To Ehsas Hoga Tumhain
Hum Wo Dost
Hain Jo Roz Roz Nahin Miltay…



Friendship Shayari



Zindagi K Tufano Ka Sahil Hai Teri Dosti
Dil Ke Armaano Ki Manzil Hai
Teri Dosti
Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat
Agar Maut Aane
Tak Sath De Teri Dosti…



Friendship Shayari



Teri palkon pe khwab rakh gaya koi
Teri saanso pe naam likh gaya
koi
Chalo wada raha bhool jana hame
Agar humse achha yaar tumhe
mil gaya koi…



Friendship Shayari



Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum.
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante
Hain Hum.
Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare.
Aaj Bhi Has Kar Jeena
Jante Hai Hum…



Friendship Shayari



Hasrato ki nigaho pe shaqt pehra hai,
Na jaane kis umeed par dil
thehra hai,
Teri chahaton ki kasam ae dost,
Apni dosti ka rishta
to pyaar se bhi gehra hai..



Friendship Shayari



Wo Doston Ki Mehfil, Vo Muskratey Pal,
Dil Se Judaa Nhi Apnaa Beetaa
Hua Kal,
Kabhi Zindgi Guzrti Thi Wqt Bitaney Mein,
Aaj Wqt
Guzarta Hai Zindgi Bitaney Mein…..



Friendship Shayari



Aaj Khushiyon Ki Koi Badhai Dega,
Nikla Hai Chand To Dikhai Dega,
Ae
Dost Dosti Ki Hai Humne Aapse,
Aapka Ek Aansu Bhi Ghira To Sunai
Dega..



Friendship Shayari



Kashish dil ki har cheez bhula deti hai,
Band aakhon mein bhi sapne
saja deti hai,
Sapno ki duniya jarur rakhna dost,
Kyun ki
hakikat to aksar logo ko rula deti hai…



Friendship Shayari



Jo dil ke karib hi nahi saanso me base ho,
Dost sache agar sath ho to
roya nahi karte.
Jo ho jeene ki wajah vo har pal yaad aate hai,
Gum
me bhi sukun de ese doston ko khoya nahi karte…



Friendship Shayari



Kon kehta hai dost ki tumse humari judaai hogi,
yeh afwaah zroor
kissi dushman ne udaayi hogi,
shaan se rahenge tumahre dil mein
hum,
itne dino mein kuch to jagah bnayi hogi…



Friendship Shayari



Tere dosti me ek nasha hai,
Tabhi to yeh saari duniya hamse khafa
hai,
Naa karo hamse itni dosti,
Ki dil hi hamse puchhe teri
dhadkan kahan hai…



Friendship Shayari



Teri dosti mein khud ko mehfooz maante hain,
Hum doston mein tumhe
sabse azeez maante hain.
Teri dosti ke saaye mein zinda hain,
Hum
to tujhe khuda ka diya hua tabeez maante hain…



Friendship Shayari



Har insan ki apni pahchan hoti hai.
Magar hamare sms ki apni shan
hoti hai!
Har kisi ko him nahi karte sms magar!
Jis ko karte hai
hum msg usme hamari jan hoti hai.



Friendship Shayari



Kal raat khuda ne puchha ,tu itna dosto mein kyun khoya hai,
tab
andar se ye awaaz aayi,
dosto ne hi to di hai khushiyan,
pyar
karke to hamesha ye dil roya hai…



Friendship Shayari



Dosti nazaro se ho to use kudarat kahate hai,
Sitaro se ho to use
zannat kahate hai,
Husan se ho to use mohabbat kahate hai,
Aur
dosti aapse ho to use kismat kahate hai…



Friendship Shayari



Dil me tumhaare apni kami chod jaayenge,
Aakhon me intzaar ki lakeer
chod jaayenge,
Yaad rakhna mujhe dhoondhte firoge ek din,
Zindagi
me dosti ki kahaani chod jaayenge…



Friendship Shayari



Palbhar mein toot jaye wo kasam nahi,
Dost ko bhul jaye wo hum
nahi,
Tum hume bhool jao is baat mein dum nahi,
Kyon ki tum hame
bhul jao itne bure hum nahi.



Friendship Shayari



Hum doston ko bhulte nahi hain,
Magar yeh baat jatate nahi hain…
Doston
ko hamesha rakhte hain yaad,
Hum bhulne ke liye dost banate nahi
hain..



Friendship Shayari



Tujhe dekhe bina teri tasvir bana sakta hoon,
Tujhse mile bina tera
haal bata sakta hoon,
Hai meri dosti mein itna dum,
Apni aankh
ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon…



Friendship Shayari



Zindgi mohtaj nahi manzilon ki,
Waqt har manzil dikha deta hai..
Marta
anhi koi kisi ki judai me,
Waqt sabko jeena sikha deta hai..



Friendship Shayari



Dost kabhi dosto se khafaa nahi hote..
Mil jaye dil to kabhi juda
nahi hote
Bhula dena meri kamiyon ko.
Kyu ki insan kabhi khuda
nahi hote….



Friendship Shayari



Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar
nahi hota.
Toh kya huwa agar hum tume na pasake,
Sirf paane ka
matlab pyar nahi hota.



Friendship Shayari



Aey dost dosti pe shak na kar,
Yeh hum nahi tere nishan kehte hai,
Tu
hi hai sachcha dost,
Yeh hum baar baar kehte hai.



Friendship Shayari



Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan
hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi
pyaari hai muskaan tumhaari !



Friendship Shayari



Bahane bahane se aapki baat karte hai,
Har pal aapko mehsus karte
hai,
Itni baar to aap saans bhi nahi lete honge,
Jitni baar hum
aaapko yaad karte hai….



Friendship Shayari



Yakeen to humein sir tum pe hai
Varna na jaane yahan kitne chehre
hai
Hum to wada karte hain dosti kaa
Bas aap se bhi dost kehlane
ki aas hai



Friendship Shayari



Dosti naam hai sukh dukh ki kahani ka
Dosti naam hai sada muskurany
ka
Ye koi pal bhar ki pehchan nahi
Dosti naam hai sada sath
nibhana ka



Friendship Shayari



Jahan judai ho wahan milan ka alag mazaa hai
Mehboob bewafaa ho to
zindagi ek sazaa hai
Aap jaisa dost agar har kisiko naseeb ho
Ye
to bas khuda ki razaa hai.



Friendship Shayari



Sham ki tanhai mein kho na jaana,
Kisi ki masti mein doob na
janaa,
Milengi zarur manzilein tumhe,
Unhe pakar hum jaise
doston ko bhool na jana…



Friendship Shayari



Tere saath guzra lamha jab bhi yaad ayega
Is janam ke baad bhi tera
khayal layega
Agar bakshi bar bar zindagi Uparwale ne mujhe
Tujse
dosti karne ko hardum ji chahega…



Friendship Shayari



Friendship is a collection of hearts,
Ready 2 give, share and
understand.
It never fades & never ends.
It only reminds us
that life is not perfect without a friend…



Friendship Shayari



Dosti Se Qeemti Koi Jageer Nahi,
Dosti Se Khubsoorat Koi Tasveer
Nahi,
Dosti To sirf Ek Kaccha Dhaga Hai,
Dhage Se Majboot Koi
Janjeer Nahi.



Friendship Shayari



Dosti ke mayne hamse kya puchte ho,
Hum abhi in baton se anjaan
hain,
Sirf ek gujarish hai ke bhool na jana hame,
Kyonki aapki
dosti hi hamari jaan hai…….



Friendship Shayari



Muskurana hi Khushi nahi hoti,
Umar bitana hi Zindagi nahi hoti,
Khud
se bhi zyada khayal rakhna padta hai dosto ka,
Kyoki Dost kehna hi
Dosti nahi hoti.



Friendship Shayari



Rishton ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baatein dil ki chor hoti
hai,
Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab,
Hamari ungli aapki
aur hoti hai.



Friendship Shayari



Manzilon Se Apni Dar Na Jana,
Raaste Ki Preshaniyon Se Toot Na
Jana,
Jab Bhi Jarurat Ho Zindagi Mein Kisi Apne Ki
Hum Aapke
Apne Hain Ye Bhool Na Jana…




Friendship Shayari



Teri Dosti Ne Bahut Kuch Sikha Diya,
Meri Khamosh Duniya Ko Jaise
Hansa Diya,
Karjdaar Hun Main Us Khuda Ka Jisne,
Mujhe Tere
Jaise Dost Se Mila Diya…




Friendship Shayari



Kitni Jaldi Yeh Mulakat Gujar Jaati Hai,
Pyas Bujhti Nahi Ke Barsaat
Gujar Jaati Hai,
Aapki Yaadon Se Kah Do Ke Yun Na Aaya Karen,
Neend
Aati Nahi Aur Raat Gujar Jaati Hai…




Friendship Shayari



Maangi Thi Mot To Zindgi Mil Gayi,
Andhere me bhi mujhe roshni mil
gayi,
Poocha khuda se naseeb me kiya hai mere,
To sabse haseen
tohfa Aapki Friendship Mil Gayi…




Friendship Shayari



Main Dosti Ka Farz Nibhana Chahta Hoon
Rishte Ki Gehrai Aazmana
Chahta Hoon
Jo Barish Ki Boondo Mein Mere Aansu Pehchan Le
Ek
Friend Aisa Banana Chahta Hoon…




Friendship Shayari



Bichhadne Wale Ko Yaad Mein Kya Doge
Sote Huye Ko Khwab Mein Kya
Doge
Hum Chahte Hain Umar Bhar Ki Friendship Ka Vaada
Mere Is
Sawal Ka Jawab Kya Doge…




Friendship Shayari



Rishton Ki Dori Kamzor Hoti Hai
Aankho Ki Baatein Dil Ki Chor Hoti
Hai
Kisi Ne Jab Bhi Pucha Friendship Ka Matlab
Hamari Ungli
Aapki Aur Hoti Hai




Friendship Shayari



Pal Bhar Mein Toot Jaye Voh Kasam Nahi
Apne Friend Ko Bhool Jayein
Voh Hum Nahi
Tum Hume Bhool Jao Is Baat Mein Bhi Dum Nahi
Kyon
Ki Tum Hume Bhool Jao Itne Bure Hum Nahi




Friendship Shayari



Kuch Meethe Pal Yaad Aate Hain
Palko Par Aansu Chor Jate Hain
Kal
Koi Aur Mil Jaye Toh Hume Na Bhool Jana
Friendship Ke Relation
Zindagi Bhar Kaam Aate Hain




Friendship Shayari



In Andhero Ke Liye Kuch Aaftab Maange Hain
Dua Mein Hum Ne ‘Friends’
Kuch Khaas Maange Hain
Jab Bhi Manga Kuch Rab Se
To Aap Ke Liye
Khushiyon Ka Pal Mage Hain




Friendship Shayari



Chiraago Se Agar Andhere Door Hote
To Chandni Ki Chahat Kise Hoti
Kat
Sakti Agar Ye Zindagi Akele
To “Friendship” Naam Ki Cheez Hi Kyun
Hoti?




Friendship Shayari



Jo Har Pal Jalti Rahe, Use Roshni Kehte Hain
Jo Pal Pal Chalti Rahe,
Use Zindagi Kehte Hain
Jo Pal Pal Khilti Rahe, Use Mohabbat Kehte
Hain
Jo Sath Na Chode, Use Apni Friendship Kehte Hain…




Friendship Shayari



Mulaqat Maut Ki Mehman Ho Gayi
Nazar Ki Zindagi Sunsaan Ho Gayi
Ab
Meri Saans Bhi Meri Nahi Rahi
Yeh Zindagi Aapki Friendship Par Qurban
Ho Gayi…




Friendship Shayari



Tum Milo Ya Na Milo Koi Gham Nahi
Bas Sms Karo Yeh Milne Se Kam
Nahi
Friendship Mein Dhoka De Voh Hum Nahi
Hamari Friendship Bhi
Krishan Aur Sudama Se Kam Nahi…




Friendship Shayari



Friendship Ka Pehla Salaam Aapke Naam
Hamari Zindagi Ki Aakhri Sham
Aapke Naam
Is Safar Mein Humsafar Hum Dono
Zindagi Bhar Is
Friendship Ko Nibhana Hai Mera Kaam…




Friendship Shayari



Duriya hote huye bhi safar vahi rahega,
Door hote huye bhi dostana
vahi rahega,
Bahot mushkil he ye safar zindgi ka,
Agar aapka
sath hoga to ehesas vahi rahega…




Friendship Shayari



Pyare se dost ho tum,
Har pal mere saath ho tum,
Dosti ki ek aas
ho tum,
Mere maan ka ek vishwas ho tum,
Shayad isliye kuch khaas
ho tum…



Friendship Shayari



Dosti khubsurat hai
Tum na mano ye haqikat hai.
Dosti insan ki
zarurat hai.
Kisi din aao hamari mehfil me,
Jan jaoge zindagi
kitni khubsurat hai…



Friendship Shayari



Dosti se aaj pyaar sharmaya hai
Teri dosti ne humein jina sikhaya
hai
Kya maange khuda se hum
Woh to khud aaj mere dar par
Teri
dosti maangne aaya hai.



Comments

Popular posts from this blog

Lovely Shayari in Hindi | लव Shayari इन हिंदी | हिंदी लवली शायरी | रोमांटिक लव शायरी

Lovely Shayari in Hindi Lovely Shayari Kisi ko aankho ki palkon par na baithne do, Waha to sirf sapne basa karte hain, Bithana hai to bithao dil mein usko, Kyunki yaha sirf or sirf apne basa karte hain. Lovely Shayari Sehami si nigaho mein hum khawab jaga denge, aapki Suni si raaho mein hum phool bicha denge, Humare sang muskura kar toh dekhiye jara, Hum aapka har gham chutkiyo mein bhula denge. love shayari in hindi Tum dil se hame yu pukara na karo, Yu tum hame mehfil mein ishara na karo, Door hai tumse ye majburi hai hamari, Tum tanhaiyon mein yu tadpaya na karo. love shayari in hindi Kya mangu khuda se tumhe paane ke baad, Kiska karu intezaar zindagi main tere aane ke baad, Kyu pyar mein jaan luta dete hai log, Mujhe maloom hua tumhe apna banane ke baad. love shayari in hindi Wafa Na Kar Paun To Naraz Mat Hona, D...

Mausam Shayari | Sard Mausam Shayari | Romantic Mausam Status | Mausam Quotes in Hindi

Mausam Shayari sard mausam shayari Dard Me Koi Mousam Pyara Nahi Hota, Dil Ho Pyasa To Pani Se Gujara Nahi Hota. Koi Dekhe To Humari Bebasi, Hum Sabhi K Ho Jate Hain Par Koi Humara Nahi Hota. romantic mausam status Mausam Ko Mausam Ke Baharon Ne Luta, Kashti Ko Saahil Ke Kinaron Ne Luta. Tum To Darr Gaye Ek Hi Kasam Se, Humein To Tumhari Kasam De Kar Hazaron Ne Luta. romantic mausam status Kab Tak Door Bhagoge Ek Din To Baat Honi Hai Khushbu Ki Bhawron Se Mulakat To Honi Hai Tadapkar Kar Yun Na Roko Apni Mohabbat Ko Pyaar Ke Mausam Ki Barsat To Honi Hai ठंडी पर शायरी Manjar Bhi Benoor The Aur Fizayein Bhi Berang Thi, Tumhari Yaad Aayi Aur Mausam Suhana Ho Gaya. ठंडी पर शायरी Dard-Dard Me Koi Mausam Pyaara Nahi Hota Dil Ho Pyaasa To Pani Se Guzaara Nahi Hota Koi Dekhe To Hamari Bebasi Ham sabhi...

100+ याद शायरी कोट्स |100+ Yaad Shayari Quotes in Hindi in Urdu and 4 lines 2 lines

Yaad Shayari Yaad Shayari hichkiyan dilakar uljhan badha rahe ho, aankhein band hai phir bhi nazar aa rahe ho, itna bata do hamein yaad kar rahe ho, ye sirf apni yaad dila rahe ho. Yaad Shayari Hum dekhte hai use jo na dekhe hame, Hum chahte hai use jo na chahe hame, yahi aadat rahi sada zindagi mein hamari, Hum yaad rakhte hai use jo bhul jate hai hame. Yaad Quotes agar jawab doge to baat karenge, nahi doge to intezaar karenge, dosti ki hai aapse isliye marte dam tak, aap ko har pal yuhi yaad karenge. yaad status Suraj pass ho na ho, Roshni aas-pas rehti hai, Chand paas ho na ho, Chandni aas-pas rehti hai, Waise hi aap paas ho na ho, aapki Yaadein hamesha paas rehti hai. yaad status Hawa Ke Jhoko Ka Hisab Kya Rakhna, Jo Bit Gaya Use Yaad Kya Rakhna, Bas Yahi Soch Kar Muskura Diye Hum, Ki Apni Udasi Se Dusro Ko...