Skip to main content

Maa Shayari इन हिंदी | मदर शायरी इन हिंदी | माँ शायरी in Hindi | Mom Shayari in Hindi

Maa Shayari
Maa Shayari



Maa Shayari



Maa Tere Dudh Ka Huk Mujhe Aada Kya Hoga..!!
Tu Hai Naraz To Khush
Mujhse Khuda Kya Hoga..!!




shayari on maa



Tere Bina Main Ye Duniya Chhod To Du,
Pr Uska Dil Kaise Dukha Du Jo
Roz Darwaze Pr Khadi Kehti Hai
“Beta Ghar Jaldi Aa Jana”…




maa shayari



Khuda Ki Rehmat Hai Humpar Jo Unka Pyaar Mila,
Janaat Se Haseen Kai
Yaadon Ka Uphaar Mila,
Kyun Karen Hum Us Khuda Se Ab Koi Shikwa Koi
Gila,
Jisne Humko Maa Ka Pyar Dilaya Jisko Paakar Mei Aur Tu Khila….




mom shayari



Kyun Bhool Jaate Hain Hum Us Maa Ko Waqt Ke Saath-Saath,
Nahin Rehta
Humko Unka Koi Khayaal,
Kya Hota Hoga Us Maa Ke Dil Ka Haal,

Jisne Hamare Liye Bhula Diya Apna Har Ek Khwaab….




maa shayari in hindi



Kyun Khayaal Nahin Rehta Humko Unka,
Wo To Bas Har Pal Hamari Yaad
Karti Hai,
Jab Bhi Jaati Hai Kisi Mandir Ya Masjid Mein,
Sabse
Pehle Hamari Salamati Ki Dua Karti Hai…




shayari on maa in hindi



Kya Wajood Hoga Hamara Jo Hum Unko Bhool Jaayen,
Phir Kabhi Tanhai
Mei Hum Khud Ko Hi Tadpaayen,
Roye Hum Behisaab Koi Aanshu Pauchene
Na Aaye,
Khud Ko Yuhin Koste Rahe Aur Bas Pachtaayen….




maa shayari hindi



Gham Me Bhi Jeene Ki Chah Mil Gayi
Andhere Me Ek Nayi Raah Mil Gayi

Main Mushkilo Ko Us Waqt Bhul Jata Hoon
Maa Ke Charno Me Jab
Panah Mil Gayi..!!!




shayari on mother



Neend Apni Bhula K Sulaya Hum Ko
Aanson Apnay Gira K Hansaya Hum Ko

Dard Kabhi Na Dena Un Hastiyon Ko
Allah Ne Maa Baap Banaya
Jinko




mother shyri



Neend Apni Bhula K Sulaya Hum Ko
Aanson Apnay Gira K Hansaya Hum Ko

Dard Kabhi Na Dena Un Hastiyon Ko
Allah Ne Maa Baap Banaya
Jinko




shayari for mom



Maa Teri Yaad Satati Hai, Mere Paas Aa Jaao,
Thak Gaya Hoon, Mujhe
Apne Aanchal Mein Sulao,
Ungliyaan Apni Pher Kar Baalon Mein Mere,

Ek Baar Phir Se Bachpan Ki Loriyaan Sunaao…




shayari hindi ma



Dekhun Jo Teri Aankhon Ko Mera Har Sapna Jaag Jaaye

Sunoo Jo Teri Baaton Ko Kuch Jajba Bas Jaaye

Chahun Main Aur Kya Is Zindagi Se

Mangu Main Aur Kya Us Khuda Ki Roshni Se

Jo Maa Tujhse Itna Pyaar Mil Jaye…




Comments

Popular posts from this blog

Lovely Shayari in Hindi | लव Shayari इन हिंदी | हिंदी लवली शायरी | रोमांटिक लव शायरी

Lovely Shayari in Hindi Lovely Shayari Kisi ko aankho ki palkon par na baithne do, Waha to sirf sapne basa karte hain, Bithana hai to bithao dil mein usko, Kyunki yaha sirf or sirf apne basa karte hain. Lovely Shayari Sehami si nigaho mein hum khawab jaga denge, aapki Suni si raaho mein hum phool bicha denge, Humare sang muskura kar toh dekhiye jara, Hum aapka har gham chutkiyo mein bhula denge. love shayari in hindi Tum dil se hame yu pukara na karo, Yu tum hame mehfil mein ishara na karo, Door hai tumse ye majburi hai hamari, Tum tanhaiyon mein yu tadpaya na karo. love shayari in hindi Kya mangu khuda se tumhe paane ke baad, Kiska karu intezaar zindagi main tere aane ke baad, Kyu pyar mein jaan luta dete hai log, Mujhe maloom hua tumhe apna banane ke baad. love shayari in hindi Wafa Na Kar Paun To Naraz Mat Hona, D...

Mausam Shayari | Sard Mausam Shayari | Romantic Mausam Status | Mausam Quotes in Hindi

Mausam Shayari sard mausam shayari Dard Me Koi Mousam Pyara Nahi Hota, Dil Ho Pyasa To Pani Se Gujara Nahi Hota. Koi Dekhe To Humari Bebasi, Hum Sabhi K Ho Jate Hain Par Koi Humara Nahi Hota. romantic mausam status Mausam Ko Mausam Ke Baharon Ne Luta, Kashti Ko Saahil Ke Kinaron Ne Luta. Tum To Darr Gaye Ek Hi Kasam Se, Humein To Tumhari Kasam De Kar Hazaron Ne Luta. romantic mausam status Kab Tak Door Bhagoge Ek Din To Baat Honi Hai Khushbu Ki Bhawron Se Mulakat To Honi Hai Tadapkar Kar Yun Na Roko Apni Mohabbat Ko Pyaar Ke Mausam Ki Barsat To Honi Hai ठंडी पर शायरी Manjar Bhi Benoor The Aur Fizayein Bhi Berang Thi, Tumhari Yaad Aayi Aur Mausam Suhana Ho Gaya. ठंडी पर शायरी Dard-Dard Me Koi Mausam Pyaara Nahi Hota Dil Ho Pyaasa To Pani Se Guzaara Nahi Hota Koi Dekhe To Hamari Bebasi Ham sabhi...

100+ याद शायरी कोट्स |100+ Yaad Shayari Quotes in Hindi in Urdu and 4 lines 2 lines

Yaad Shayari Yaad Shayari hichkiyan dilakar uljhan badha rahe ho, aankhein band hai phir bhi nazar aa rahe ho, itna bata do hamein yaad kar rahe ho, ye sirf apni yaad dila rahe ho. Yaad Shayari Hum dekhte hai use jo na dekhe hame, Hum chahte hai use jo na chahe hame, yahi aadat rahi sada zindagi mein hamari, Hum yaad rakhte hai use jo bhul jate hai hame. Yaad Quotes agar jawab doge to baat karenge, nahi doge to intezaar karenge, dosti ki hai aapse isliye marte dam tak, aap ko har pal yuhi yaad karenge. yaad status Suraj pass ho na ho, Roshni aas-pas rehti hai, Chand paas ho na ho, Chandni aas-pas rehti hai, Waise hi aap paas ho na ho, aapki Yaadein hamesha paas rehti hai. yaad status Hawa Ke Jhoko Ka Hisab Kya Rakhna, Jo Bit Gaya Use Yaad Kya Rakhna, Bas Yahi Soch Kar Muskura Diye Hum, Ki Apni Udasi Se Dusro Ko...